Safr e jal aik aisa phal hai jo hame mukhtlif kisam kay amraaz sy bachata hai aur adviyaat bananay mein bhi istamaal hota hai aj hum apko safar e jal kay baray mein batay gay aur ye kis kis bemari sy hume bachata hai mozu mein agy bharne sy pehlay hum ap ko bataty chalay kay agar ap hamary Rohani Center sy apny naam ka free Taweez hasil karna chahty hai tu apna naam aur walda ka naam aur masla comment box mein likhe aur diye gay phone numbers per rabta karen safr e jal mashoor aam mewa hai jis ko angraize mein cons kaha jata hai.
Safr e jal ko hindi mein bail Farsi mein shibal sanskrit mein wusat ke devi kety hai ye phal sheren aur tursh dono kisam ka paya jata hai aur ye kabz maidy kay amraaz kay liye behtreen hai es kay ilawa ye phal haize kay khatmay kay liye bhi madad deta hai Nabi Kareen Sallallahu Alaihi Wasallam nay Farmaya apni haamla aurton ko safar e jal khilaya karo ku kay ye dil ke bemariyon ko theek karta hai aur larky ko haseen banata hai Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam nay farmay Safar jal khaya karo ku kay ye dil kay doray ko theek kar kay seenay sy bojh utaarta hai.
Ye dil ko taqat deta hai aur sans ko khushbudar banata hai Mahreen kay mutabiq safar jal khanay kay baad es ka istamaal pait ko naram karta hai safar jal ko khansi aur halaq ke khorash khatam karnay kay liye bhi istamaal kiya jata hai es phal sy sada sharbat bhi banaya jata hai es kay ilawa ye majoon bananay mein bhi istamaal hota hai jo kabz ko door karta hai es tarha lembu safar e jal aur safar e jal khaam ka sharbat bhi tiyaar kiya jata hai es ka tail paseenay ko rokta hai aur maidy ko takweet deta hai es kay ilawa ye dil ko mazboot aur rooh ko farhat bakhshta hai naiz ambar ke amezash sy tiyaar kurda majoon ziyaada kawi hota hai.
Hazrat Ayesha (R.A) ke rawayat mein khawaat ka lafaz aksar jagah istamaal huva jis ka amumi mafhoom dil per bojh ya dora he samjha jata hai ye lafaz tajammul fwaad ke surat mein jab safar e jal kay baray mein zikr ho tu Hafiz ibn e alkareem es ke tashreeh mein kehty hai kay ye dil sy sado ko nikalta hai es ke naaliyon sy rakawat ko door karta hai aur inhay wasee karta hai es duniya mein insan ko paida karny kay sath sath es ke nashonuma kay liye phal aur sabziyan paida ke gai jo hamary jisam ko zaroori vitamin aur protein mohiya kari hai ye ajzaa kudrat nay hamary liye paida kiye hai ta kay hum es sy faida hasil kar sakey ye hume bemariyon sy larnay aur jisam ko takweet deny mein bhi madad dety hai in ko hum udviyaat bnanay mein bhi istamaal karty hai.
سفر جل ایک ایسا پھل ہے۔جو ہمیں مختلف قسم کے امراض سے بچاتا ہے۔ اور ادویات بنانے میں بھی استعمال ہوتا ہے۔ آج ہم آپ کو سفر جلد کے فوائد کے بارے میں بتائیں گے۔ اور یہ کس کس بیماری سے ہمیں بچاتا ہے۔ موضوع میں آگے بڑھنے سے پہلے ہم آپ کو بتاتے چلیں کہ اگر آپ ہمارے روحانی سینٹر سے اپنے نام کا فریز میاعظم حاصل کرنا چاہتے ہیں تو اپنا نام والدہ کا نام اور مسئلہ کمنٹ باکس میں لکھیں۔ یا نیچے دیے گئے فون نمبرز پر رابطہ قائم کریں۔ناظرین سفر جل نمشہور عام میوہ ہے۔جس کو انگریزی میں کونس کہا جاتا ہے۔ سفر جل کو ہندی میں بیل فارسی میں شبل سنسکرت میں وسعت کی دیوی کہتے ہیں۔یہ پھل شیریں اور ترش دونوں قسم کا پایا جاتا ہے۔ اور یہ قبض معدے کے امراض کے لیے بہترین ہے۔ اس کے علاوہ یہ پھل حیضے کے خاتمے کے لیے بھی مدد دیتا ہے۔ نبی کریم صلی اللہ علیہ والہ وسلم نے فرمایا اپنی حاملہ عورتوں کو سفر جلد کھلایا کرو کیونکہ یہ دل کی بیماریوں کو ٹھیک کرتا ہے۔
اور لڑکے کو حسین بناتا ہے۔ نبی کریم صلی اللہ علیہ والہ وسلم نے فرمایا سفر جل کھایا کرو کیونکہ یہ دل کے دورے کو ٹھیک کر کے سینے سے بوجھ اتارتا ہے یہ دل کو طاقت دیتا ہے۔ اور سانس کو خوشبودار بناتا ہے۔ ماہرین کے مطابق کھانے کے بعد اس کا استعمال پیٹ کو نرم کرتا ہے۔ سفر جل کو کھانسی اور حلق کی خوراش ختم کرنے کے لیے بھی استعمال کیا جاتا ہے۔ اس پھل سے سادہ شربت بھی بنایا جاتا ہے۔ اس کے علاوہ یہ معجون بنانے میں بھی استعمال ہوتا ہے۔ جو قبض کو دور کرتا ہے اسی طرح لیمبو سفر جل اور سفرے جل خام کا شربت بھی تیار کیا جاتا ہے۔ اس کا تیل پسینے کو روکتا ہے اور معدے کو تقویت دیتا ہے۔ اس کے علاوہ یہ دل کو مضبوط اور روح کو فرحت بخشتا ہے۔ نیز عمبر کی امیزش سے تیار کردہ معجون زیادہ قوی ہوتا ہے۔ حضرت عائشہ رضی اللہ تعالی عنہ کی روایات میں خوات کا لفظ اکثر جگہ استعمال ہوا۔جس کا عمومی مفہوم دل پر بوجھ یا دورہ ہی سمجھا جاتا ہے۔
یہ لفظ تجمل فواد کی صورت میں جب سفر جل کے بارے میں ذکر ہو تو حافظ ابن الکیم رحمت اللہ علیہ اس کی تشریح میں کہتے ہیں کہ یہ دل سے سدوں کو نکالتا ہے۔ اس کی نالیوں سے رکاوٹ کو دور کرتا ہے۔ اور انہیں وسیع کرتا ہے اس دنیا میں انسان کو پیدا کرنے کے ساتھ ساتھ اس کی نشونما کے لیے پھل اور سبزیاں پیدا کی گئی۔ جو ہمارے جسم کو ضروری وٹامن اور پروٹین مہیا کرتی ہیں۔یہ اجزاء قدرت نے ہمارے لیے پیدا کیے ہیں۔ تاکہ ہم اس سے فائدہ حاصل کر سکیں۔ یہ ہمیں بیماریوں سے لڑنے اور جسم کو تقویت دینے میں بھی مدد دیتے ہیں۔ ان کو ہم ادویات بنانے میں بھی استعمال کرتے ہیں۔
Contact Us:
Female:0307-9451212
Male:0301-1478615
LATEST POST
- Banjh Pan Ka Free Amazing Rohani IlajAagr ap Quran Pak ke rooh sy Banjh pan ka fori Rohani Ilaj chahty hai… Read more: Banjh Pan Ka Free Amazing Rohani Ilaj
- Imtihan Mein Kamyabi K liye Powerful Free NaqshAgar ap zindagi ky hr maidan Exams mein kamyabi hasil krna chahty hai tu Hazoor… Read more: Imtihan Mein Kamyabi K liye Powerful Free Naqsh
- Bachy Ki Zid Ko Khtam Krny Ka Powerful NaqshAgar ap apny bachy ke zid ka fori rohani hal chahty hai tu is Naqsh… Read more: Bachy Ki Zid Ko Khtam Krny Ka Powerful Naqsh
- Miyan Bivi Mein Mohabbat Ka Free NaqshYe naqsh esi khawatin ka liy h jin ka shohar bivi sy mohabbat nahen krty… Read more: Miyan Bivi Mein Mohabbat Ka Free Naqsh
- Saas Bahu Mein Mohabbat Ka Free NaqshEsi khawatin jin ke saas sy larai jhagra rehta hai. Aur unhy sasuraal mein izzat… Read more: Saas Bahu Mein Mohabbat Ka Free Naqsh
- Job Mein Traqi Ka Free NaqshAgar koi Hasid ap ke Tarqi ke raah mein Rukawtain peda kar rha hai. Jis… Read more: Job Mein Traqi Ka Free Naqsh