Aksar oqat hasad karnay walay jin say dusraon ki taraqi brdasht nhi hoti .Aur dwsron par jaddu taweez kay zarye bandish lagwa daitay hain.Jaisay kay karobari rukawat aur aulad ki nbndish waghaira . Isko khatam karnay kay liye aasan sa wazifa jo is kahatam kar deay ga.her qisa ki rukawat door krnay kay liye lajawab amal rahay ga. Rozana fajar ki namaz kay bad ye wazifa parrhain. Sab say pahlay awal o aakhir Drood Shreef parrhain. Phir aik martabah Sorah Muzamil parhain. Aur Aayat Ul kursi 11 martabah parrhain. Ye sab prrah kar dam karlain. Jo bhi bandish ho gi Allah Pak is ko khatam kar day ga.dino main tamam bandish khatam ho jaye gi.karobar main pahlay say ziadah taraqi ho gi.
اکثر اوقات حسد کرنے والے جن سے دوسروں کی ترقی برداشت نہیں ہوتی۔اور دوسروں پر جادو تعویز کے ذریعے بندش لگوا دیتے ہیں۔ جیسا کہ کاروباری بندش اولاد کے بندش وغیرہ اس کو ختم کرنے کے لیے آسان سا وظیفہ ہے۔ جو اس کو ختم کر دے گا۔ ہر قسم کی بندش دور کرنے کے لیے یہ عمل لاجواب رہے گا۔روزانہ فجر کی نماز کے بعد یہ وظیفہ پڑ ھیں۔ سب سے پہلے اول و آخر درود شریف پڑھیں۔ پھر ایک مرتبہ سورہ مزمل پڑھیں۔ اور آیت الکرسی 11 مرتبہ پڑھیں۔ یہ سب پڑھ کر دم کر لیں۔ جو بھی بندش ہو گی اللہ پاک اس کو ختم کر دے گا۔ دنوں میں تمام بندش ختم ہو جائے گی۔اور کاروبار میں پہلے سے زیادہ ترقی ہوگی۔
Female: 0307-9451212
Male: 0301-1478615
Related Posts
Wazifa For Success (Kamyabi) In Everything
Nazreen Aj ka mozu Surah E Kausar ka wazifa hai. Jo k ap har maqsad main kamyabi k liye kar sakty hain. Agar ap ki shadi nahi ho rahi to ap ya wazifa apni shadi sy k liye kar sakty hain. InshaAllah ap ko iss main kamyabi mily gi. Agar ap berozgar hain aur apka ka koi...
Rizq Mein Barkat ( Surah Kausar Ka Wazifa )
Rizq ki tangi sy prashan Hazraat Surah Kausar ka ya amal rozana karain. InshaAllah tangdasti sy nijat mily gi. Aur asaniya paida hon gi. Har kam main rukawat khtm hojae gi. Iss Wazify ko karny ka tariqa ya hai k ap ny fajr aur maghrib ki namaz ka bad Surah Kausar 51...
Pasand ki Shadi ka powerful wazifa
Agar kisi larki ya larky k liye acha rishta na milta ho aur kahin sy paigham shadi na ata ho. To iss wazify ko lazmi karain. InshaAllah achy sy acha paigham aye ga. Iss wazify ko karny ka tariqa ya hai k ap ny Surah Ale Imran ki pehli 3 Ayat ko ruzana 319 martaba...
Shadi K Liye Intehai Powerful Wazifa
Agar kisi ki shadi main koi rukawat agai hai agar ap ki mangni to hogai h lakin marriage main rukawat arhi hai. Chahy woh qudarti hai ya hasad ki waja sy k ya kisi ki paida karda hai to ap ny wazifa kar lana hai. InshaAllah tamam rukawatain door hojae gi. Aur jald az...
Rizq Mein Barkat Ka Wazifa
Agar ap ko rizq ki tangi ka samna hai aur ap ki zindagi ki mushkilat main giri hui hai. Aur ap in masil ki waja sy mayousi ka shikar hain. To aj hum apko asa amal btain gy jisko karny sy InshaAllah ap dolat main bepannah izafa hoga. Ap ko tamam prashaniyo sy nijat mil...
Rizq Ki Barish Ka Bohat Hi Mujarab Wazifa
Aj hum apko aik mukhtasir si tasbi ka wazifa btaein gy. Jis ko subha sham parhny se rizq ki bandish door hogi. Rizq ki bandish door karny k liye aur rizq main khair o barkat k liye ya bohat hi mujrib wazifa hai. Ya bohat hi kamal ki tasbi hai. Aur is kalmy ki barkat...
Rizq Ki Bandish Torne Karne Ka Wazifa
Iss qurani dua k parhny walon ko Allah pak ghabi rizq ata farmaty hain. Khair o barkat ata famaty hain.Jahan akhin sy rizq ka koi wasila nazar na arha ho mayousi aur naumeedi ki ata gehrai main ghery huwy shaks par sy prashani door hojati hai. Iss shaks ka dastarkhuwa...
Dil Mein Mohabbat Paida Karne Ka Wazifa
Ye Wazifa kisi kay dil mein apny jaiz mohabbat daalnay kay liye hai jisy ap sachy dil sy chahty hai. Aur us sy shadi karna chahty ho tu un kay liye ye wazifa karen. Wazifa karnay sy pehlay teen teen martaba awal o akhir Darood Sharif parh lay phir 300 martaba Ya...
Success Powerful Wazifa For Job
Aj hum apko aik behtreen aur mukhtsir sa Wazifa batany ja rhy hai. Es Wazify ko karny ka tareeqa ye hai kay ba-Wuzu ho kar sab sy pehlay ap nay 11,11 baar Darood Pak parhna hai. Aur phir Ya Razzaq ko 308 martaba rozana tilawat karna hai. Hasool Job kay liye es Wazify...
Achi Naukri/Achi Job Ka Wazifa
Aj hum ap ko achi Naukri kay liye aik behtreen wazifa batay gay. Jis sy Inshallah ap ko bohat jald achi Naukri mil jay gi. Es Wazify ko shuroh karny sy pehlay aik aik martaba Drood Sharif Parhein. Phir 313 martaba Ya Allah Ya Raheemu parhein. Akhir mein dobara aik aik...
Jald Manpasand Shadi | Surah E Kaif Ka Wazifa
Man pasand shadi karny mein koi burai nahi hai. Agar apny waldain ko bhi agree kar liya jay. Magar pasand ke shaadiyon mein rukawtay bay had aya karti hai. Kabhi larky ke maa nahi manti. Tu kabhi larki ka baap baaz dafa dosri majbooriyaan samnay a jate hai. Agar ap...
Qismat Ko Badlna Ka Asan Amazing Tarika
Hum Qismat main humesha apny liye kuch na kuch acha karny ka hi sochty hain lakin zrori nahi k har dafa hum jo chahty hain. Wo humain mil jae. Jab humary liye kuch na kuch acha hota hai. To humari khshi ki inteha nahi rehti. Lakin jab kuch bura hojae to hum sara dosh...

















